What is Thumbnail? (Thumbnail kya hota hai?) | How To make Thumbnail (Thumbnail kaise banate hai?)
Hello Friends,
Aaj ki post bahut important hai ek youtuber ke liye kyo ki aaj hum baat karne wale hain
Thumbnail ke bare mein. Is post me aap ko Thumbnail ke bare me puri jaankari mill jaayegi. Thumbnail kya kam karta hai kaise karta hai or kyu karta hai. Let's go to Start.
 |
Thumbnail? |
Contain:
- What is Thumbnail? (Thumbnail kya hai?)
- How Thumbnails work? (Thumbnail Kaise kam karta hai?)
- How to use thumbnail? (Thumbnail ka Use kaise kare?)
- How to Upload Thumbnail in video? (Thumbnail ko video mai kaise Upload karte hai?)
- How to Create Thumbnail? (Thumbnail ko kaise create kare?)
1. What Is Thumbnail? (Thumbnail kya hai?)
 |
What Is Thumbnail? |
Thumbnail ek aasa feature hai jeese Jaan Kar aap ko aasa lagege ki Pura Youtube Thumbnail par he based hai.
Ek Trending Video Ka 80% credit Thumbnail ko jata hai.Thumbnail aap ki video ko attractive banaya hai. jisse aap ke Video jada logon delete hai. Or Jada se Jada logon tak pauch pati hai. Agar aap video ko Jada aacha Nahi banapate hai to is time par 100% Thumbnail Kaam Karta hai.
Aap ki video par aagar View nahi aate hai, like Nahi aate hai to aap Aapne video ke Thumbnail ko update Kare. Thoda attractive banaye. Jis se aap ki video logo ko attract kar sake. Thumbnail Users ko batata hai ki video mai aap me kya Kiya hai. Aagar Aapne aacha banaya hai to aapki video Jada se Jada logon pasand Kare he or aap ki video ko share Kare gay.
2. How Thumbnails Work? (Thumbnail kaise Kaam Karta hai?)
 |
How Thumbnails Work? |
Maan lijiye ki aap YouTube user hai. Aagar aap ko topics Search karte hai. To aapko us topic ke bahut Sare videos mill Jaate Hain lekin aap Wohi video dekhte hain Jiske thumbnail bahut accha Hota Hai ya Uske thumbnail ko dekh kar aap ko Aisa Lagta Hai ki is video mein aap ko Puri Jankari mil Jayegi. To aap us video ko jarur dekhte hai ya to use share karke download kar leta hai.
YouTube ke 90% Youtuber Thumbnail par hee kaam karte hai. Or aapni video ko grow Karte Hain, Or grow Karke paise kamate Hai.
3. How to use thumbnail? (Thumbnail ka Use kaise kare?)
 |
How To Use Thumbnail? |
Thumbnail ka use karna bahut aasan hai. Thumbnail aap ko video Upload karte time thumbnail Upload karna padta hai.
4. How to Upload Thumbnail in video? (Thumbnail ko video mai kaise Upload karte hai?)
 |
How to Upload Thumbnail In YouTube Video? |
Hamne last post mai hamne bataya tha ki video kaise upload karte hai. Aagar aap ko youtube par video Upload karna nahi aata hai to aap last post (
How to Upload video on YouTube) par ja sakte hai.
Video Upload karte time aapko niche three types ke video ke shorts(image) millage aagar aap ko un teeno me se koi Thumbnail rakhna hai to aap un par click kar sakte hai. Or aagar aap ko un teeno mai se koibhi thumbnai pasand nahi aata hai to aap New Thumbnail Upload kar sakte hai. Thumbnail Upload ka option pass mai he hota hai jaha aap click kar ke upload kar sakte hai.
Process Of Uploading Thumbnail Step By Step.
- Niche dekh sakte hai 1no. Par three Thumbnails hai, jo youtube ne suggest kiye hai.
- 2 no. Par aap dekh sakte hai Thumbnail Upload Option.
- Upload par click karke aap apne device see Thumbnail select kar sakte hai. Thumbnail banate time yaah bat ka dhyan rakhe ki thumbnail 2MB se jada ka nahi hina chotee.
- Ab aap ko bs video ki baki ki information fillup karke video ko Upload karn hai.
 |
Thumbnail Upload steps |
5. How to Create Thumbnail? (Thumbnail ko kaise create kare?)
 |
How To Create Thumbnail? |
Thumbnail ko create karne( banaane ) se palhe aap ke pass koi aacha sa software yaa Best Application hona chahiye jis se aap video ka Thumbnail easily or aacha bana sake. Thumbnail mai aap ko kya kar rakhna hai.
- Sabse palhe aap ko "Main heading" dena hai(video mai jiss topic ke bare me batane chahate ho)
- Uske niche Attrect karne wala "Keywords" dal jiss se aap ki video par click ho or view bade.
- Or bhi New Attention badane ke liye topic ka Logo yaa in symbols $,₹,£,€ ka use kare Jaise ki aap dekhte he hoge.
Example ke toor par aap ko ek Thumbnail bana ke bata dete hai. |
How to create Thumbnail? |
Some Related Topics:
Add your comment for: