Hello Friends,
Aaj ke Topic aap ko pata he hai. Blogger kya hai? Mera naam hai Aashish Ingle or aap Aashishingle.com ke dwara yah article pad rahe hai. Chaliye shuru karte hai.
1.What is Blogger?
Ha to dosto aap Google par kuch search karte hai to bahut saree aalag aalag website aap ko dekhne ko mil te hai or aap koi website open karte hai to us me aap ko puri information mill jate hai jo aap ko pata nahi hota hai. To aap sochte hoge ki Website kaise search karne par aate hai or website kaise banate hai. Website ko kaise design karte hai yaah saab mai aap ko is post me batane wala hu.
"Blogger" Google ka ek aasa product hai jiss ke dwara aap aapne website bana sakte hai. Jee ha dosto aapki bhi website hoge. aapne Ideas or Tricks ko share kar sakte hai. Logon ko kuch sikha sakte hai. Aapne aap ko Famous bhi kar sakte hai or is see aap Advertisement ke dwara Paise bhi kama sakte hai.
Website banane ki bahut sare Official website hai jo free mai Sub-Domain provide karte hai. Jiss se aap free mai aapni website buildup karsakte hai. Inhe mai see ek hai Blogger Jis ke bare me haam is post mai batane wale hai.
Pasand ka naam rakhna hai. Contains ready karna hoga. Content mein jo aap ko aapne website me visitors ko batana chahate hai. Or logon Aap ke contain ko pasand kare. Chaliye jaan te hai Blogger ko kaise use karte hai.
Aap ka chote se chota doubt aap ki success ko roke sakta hai. To jada na sochte hua aap question kar sakte hai. Ummid karta hu dosto aap ko yaah post helpful rahe hoge. Mai hu Aashish Ingle or aap visit kar rahe hai Aashishingle.com
Aaj ke Topic aap ko pata he hai. Blogger kya hai? Mera naam hai Aashish Ingle or aap Aashishingle.com ke dwara yah article pad rahe hai. Chaliye shuru karte hai.
Content:
- What is Blogger?
- How to use Blogger?
- What's benifit when you use Blogger?
- Official Website
1.What is Blogger?
Ha to dosto aap Google par kuch search karte hai to bahut saree aalag aalag website aap ko dekhne ko mil te hai or aap koi website open karte hai to us me aap ko puri information mill jate hai jo aap ko pata nahi hota hai. To aap sochte hoge ki Website kaise search karne par aate hai or website kaise banate hai. Website ko kaise design karte hai yaah saab mai aap ko is post me batane wala hu."Blogger" Google ka ek aasa product hai jiss ke dwara aap aapne website bana sakte hai. Jee ha dosto aapki bhi website hoge. aapne Ideas or Tricks ko share kar sakte hai. Logon ko kuch sikha sakte hai. Aapne aap ko Famous bhi kar sakte hai or is see aap Advertisement ke dwara Paise bhi kama sakte hai.
Website banane ki bahut sare Official website hai jo free mai Sub-Domain provide karte hai. Jiss se aap free mai aapni website buildup karsakte hai. Inhe mai see ek hai Blogger Jis ke bare me haam is post mai batane wale hai.
2. How to use Blogger?
Blogger ko use karne se palhe aap ko aapna Domain name sochna hoga jo aap ko aapniPasand ka naam rakhna hai. Contains ready karna hoga. Content mein jo aap ko aapne website me visitors ko batana chahate hai. Or logon Aap ke contain ko pasand kare. Chaliye jaan te hai Blogger ko kaise use karte hai.
- Search in Browser Blogger.com
- Click on "Signin"
- Now enter your "Blogger Profile" name.
- Click on "Continue to Blogger".
- Ab blogger ka new page open hoga jiss mai aap ko "Title" me aapki website ka naam or "Address" mai aapki website ke naam fillup karke dekhna hoga jiss se aap ko pata chalega ki aapke naam ka domai available hai ki nahi, jaise ki aap ki web ka naam Aashish Ingle hai to aap ka address Aashishingle.blogspot.com hoga. Theam mai aap ko aapke blog ke hisab se theam select karna hoga. Aap free me Website banana chate hai is liye aap ke domain address me blogspot add ho jata hai jaisaa ki aap ko uper bataya hai.
- Create Blog par Click kare.
- Aab aap ke website baan chuki hai.
- Aap google par aapni website ko daal kar chake kar sakte hai.
3. What's benifit when you use Blogger?
Blogger use karne ke kya faide hai. Aap soch rahe hoge ki website banane ke liye bahut sare aalag aalag website free mai Sub-domain de rahi hai to "Blogger" he kyu. To friends sabse palhe aap ka yaah doubt crear kar deta hu.- Sabse palhe "Blogger" "Google ka product" hai. Ek ye +point hai aap ke liye.
- Blogger aap ko unlimited Hostinga deta(Provide)q hai wobhi free mai.
- Aap wordpress ke plugin to install nahi kar sakte par aap coding kar ke use ek daam professional bana sakte hai.
- Approvel milne ke chances bad jate hai.
4. Official Website
Website banane ke liye Google ka product Blogger ki Official Website:- www.blogger.comAap ka chote se chota doubt aap ki success ko roke sakta hai. To jada na sochte hua aap question kar sakte hai. Ummid karta hu dosto aap ko yaah post helpful rahe hoge. Mai hu Aashish Ingle or aap visit kar rahe hai Aashishingle.com
Add your comment for: