Hello Friends,
Humne Last Article Me Bataya Tha Ki Youtube Kya Hai, How To Make Youtube Channel. Aaj Ham Bat Karne Vale Hai Youtube Par Video Kaise Upload Karte Hai. Doston Agar Aap Chaahate Hain Ek Perfect Youtuber Video Kaise Upload Karte Hain Toh Is Post Ko Pura Padhiyegaa Aur Dhyan Se Padhiyegaa. Is Post Main Aapko Choti Se Lekar Badi Sabhi Jaankari Di Jaaegi.
Youtube par video Upload karne ke liye aapke paas good internet connection (achha internet speed) hona chahiye. Jis Se aap ki video bahut jaldi upload ho jayegi.
YouTube par video upload karne se pehle Aap Ko Ek Thumbnail banana Hota Hai jo logo ko aap ki video ki or attrect(prabhavit) kart hai. Jisse Logon aap ki video Ko Dekhe, like, commen share kare aur aapke channel ko subscribe kare. Chaliye Jante Hain YouTube par video Kaise upload Karte Hain step by step.
Youtube par video upload karne ke do tareeke hain.
In steps se aap video ache se upload kar Paige.
Next Post:
Sabse pehle "Chrome Browser" Open kare.
Aab aap ki video ki link aap ko mill jaayegi. Or aap ki video social media me dekhe jaige.
Some Related Topics:

Contain:
- How To Upload Video On Youtube? (Youtube Par Video Kaise Upload Karte Hai?)
- Things To Keep In Mind.
1. How To Upload Video On YouTube? (Youtube Par Video Kaise Upload Karte Hai?)
![]() |
Upload video on YouTube |
Youtube par video Upload karne ke liye aapke paas good internet connection (achha internet speed) hona chahiye. Jis Se aap ki video bahut jaldi upload ho jayegi.
YouTube par video upload karne se pehle Aap Ko Ek Thumbnail banana Hota Hai jo logo ko aap ki video ki or attrect(prabhavit) kart hai. Jisse Logon aap ki video Ko Dekhe, like, commen share kare aur aapke channel ko subscribe kare. Chaliye Jante Hain YouTube par video Kaise upload Karte Hain step by step.
Youtube par video upload karne ke do tareeke hain.
- YouTube application
- Official website
1. YouTube application.
- YouTube app ko "Open" kariyega
- Screen the top mein aapko "Camera recorder" par click kare
- Wahaan aap ko two options milege 1.Record, 2.Go live, or niche aap ke device ke video show hoge jise aap upload kar sakte hai. Agar aap record karke upload karna chahate hai to "record" par click kare. live stream karna chaahate hain tab "Go live" par click kare.
![]() |
Video Upload on YouTube with help YouTube Application. |
- Title- Video ka nam daliye (jo aap video ka nam rakhna chahete hai)
- Description- yaha aap video or aap ke channel ke bare me bata sakte hai.
- Privacy- me aap ko 3 options mil te hai. {Public, unlisted, private} public me aap ki video sabhi dekha sakte hai, unlisted me aap ki video unlist ho jate hai aap ki video par view nahi aate hai or private me aap ki video ko sirf aap dekh sakte hai.
- Location- yaha aap ko aap ki location de sakte hai compulsory nahi hai vase. (Last step)
- Aab right top side me aap ko arrow par "click" kare.
In steps se aap video ache se upload kar Paige.
Next Post:
2. Official Website.
YouTube ki official website(www.youtube.com) to aap ko pata he honge. Sabse palhe me aap ko suggest karuga ki aap Chrome Browser Ka he use kare. Kyuki chrome browser Google ka he product hai. Chaliye step by step start karte hai.![]() |
Video Upload on YouTube with help YouTube Official Website. |
Sabse pehle "Chrome Browser" Open kare.
- Search bar mai ( "www.youtube.com") search kare.
- "Login" kare.
- Top right side "video recorder" Ke icon par click kare.
- "Video Upload" par click kare.
- Select file par "Click" kare.
- Then file(video) choice kare jo aap upload.
- Fir aap ko video ke bare me information fill up karna hai. Jaise ki Title, Description, Tag, privacy, select Thumbnail or add playlist
- "Uploading complete" hone dee
- Then aap ko "Publish" par click karke video ko publish kare.
Aab aap ki video ki link aap ko mill jaayegi. Or aap ki video social media me dekhe jaige.
2. Things to keep in mind. (dhyan rakhe yeh bate)
- Upload karte time page ko Reloade na kare.
- Thumbnail aacha choice kare.
- Playlist add karna na bhule.
- Privacy me public options herakhe.
- Tag aache hona chiye. (attractive hona chiye)
Some Related Topics:
Add your comment for: